Shohar Ko Khush Rakhne aur Apna Deewana Banane Ka Wazifa

Shohar Ko Khush Rakhne aur Apna Deewana Banane Ka Wazifa ,” Ek achi shadi ki buniyaad mohabbat aur yakeen hoti hai. Lekin agar shohar aur biwi mein ek dusre ke liye mohabbat nahi hai toh wo shadi apne aap hi tut jayegi. Baaz waqt biwi ko apne hisse ki mohabbat kar leti hai, lekin shohar poori wafa nahi kar pate. Agar aapke shohar bhi aap mein kam dilchapi lete hai ya phir wo aapse bahot mohabbat nahi karte toh aap shohar ko deewana banane ka wazifa parhe. Ye wazifa apke shohar ke dil mein aapke liye beshumar mohabbat paida karega aur wo aapko paglo ki tarah chahenge.

Shohar ko apna deewaana banane ka wazifa behad tez aur asardar Islamic nuskha hai apne shohar ko khud ki taraf ruju karne ka. Ye wazifa un biwiyon ke liye behad mufeed hai jo apne shohar ki taraf se do boli pyar ke sunne ko taras jati hai. Aap shohar ko deewana banane ka wazifa poore akeede aur sachai se parhe aur Insha Allah, aap apne shohar ki taraf se mohabbat izzat, wafa aur bharosa sab pa lengi.

Shohar ko apna deewana banane ka wazifa ye hai:

Aap wuzu karke 3 martaba Durood-e-Taj parhe. Aur phir apne shohar ko apna deewana banane ki dua kare. Aur apne shohar ke upar dum karde. Insha Allah, bahot jald aapke shohar aapse deewano ki tarah mohabbat karne lagenge

Ye wazifa aap jab tak kare, jab tak aapko apne shohar ka dil badla hua na nazar aye.

Apne Shohar Ko Khush Rakhne Ka Wazifa

Apne shohar ki mohabbat pane ke liye ek biwi ke liye behad zaroori hai apne shohar ko khush rakhna. Agar aap apne shohar ko khush rakhengi toh aapke shohar khud ba khud hi aapke upar jaan nisaar karenge. Aap apne shohar ko khush rakhne ka wazifa parhe aur aapke shohar aapse khush rahenge aur aap mein dilchaspi lenge.

Ek biwi sirf yahi chahti hai ki uska shohar uske sath khush rahe. Wo usko tarjeeh dete aur roz marra ki zindagi mein uski parwah kare. Agar aap apne rishte ko behtar banana chahti hai toh aap humare molvi ji se apne shohar ko khush rakhne ka wazifa hasil kare. Ye wazifa aapke shohar ka dil aapki taraf se khush kar dega. Wo aapse beshumar mohabbat karenge aur aapki aur unki kabhi koi ladai nahi hogi.

Apne shohar ko khush karne ka wazifa ye hai –

         Is amal ko aap Fajr aur Maghrib ki namaz ke baad kare.

         Ye amal aap bila nagah 40 din tak kare.

         Aap Surah Aaraf ki Ayat #189 “Huwal Ladhee Khala Kakum Silyaskun Ilaihuma” 101 martaba parhe

         Aur Allah Talah se apne shohar ko apni taraf se khush karne, razi karne aur mohbbat mein rehne ki dua kare.

         Insha Allah, bahot jald aapki dua kubool hogi

Aap bilkul pareshan na ho. Agar aaj aapke shohar aur aap mein koi bad-gumaani agayi hai toh bahot jald apne shohar ko khush karne ka wazifa ki madad se door ho jayegi aur aap dono phir se ek sath ho jayenge. Aap dono ke darmiyan koi shikwa shikayat nahi rahegi aur sab kuch humesha acha rahega.

“Assalamu alaikum wa rahmatullahi wa barakatuh” (May the peace, mercy, and blessings of Allah be with you)!

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Call Now ButtonMohammad Ali Khan