Shohar Ko Apni Mohabbat Mein Diwanan Karne Ka Wazifa ,” Aaj ke samay mein har biwi chahti hai ke uska shohar usse khub mohabbat kare uski har ejjat kare isliye har biwi apne shohar ko apna diwana banakar rakhna chahti hai taki uska shohar kisi dusri aurat ki tarah dekhe nahi kisi bure rashtey par nahi jaye aur dusri auraton ke chakkar se dur rahe aur chahti hai ke uska shohar uski har baat sune or uski har baat ko tawajju de. iske liye biwi ko chahiye ke wo shohar ko apni mohabbat mein diwanan karne ka wazifa parhe. ye wazifa bhut hi mujarib aur asardaar hai is wazifa ko parhne ke baad aapke shohar ke dil mein aapke liye besumaar mohabbat paida ho jayegi. InshaAllah
Shohar Ko Apna Banane Ka Ruhani Taweez
Ager koi aurat meri bahan meri beti ye chahti hai ke uska shohar har bure kaamo ko chodkar rahe-rashtey par aa jaye yaa kisi dusri aurat ke chakkar ko chodkar aapke paas aa jaye to shohar ko apna banane ka ruhani taweez bhut hi tez aur asardaar ruhani ilaj hai. is ruhani taweez ki madad se biwi apne shohar ko apna bana skti hai. taweez ke sath sath aap shohar ko apna banane ka wazifa bhi parh skti hai.
Shohar Ko Sirf Apna Gulam Banane Ka Wazifa In Hindi
Humne akser dekha hai ki shadi ke kuch din to miyan biwi me pyar mohabbat rahti hai lekin jaise jaise waqt gujrta hai dono me pyar kam ho jata hai aur miya biwi me ladai jagde shuru ho jate hai aese me biwi ko chahiye ke wo is wazifa ki madad se shohar ko apna diwana bana le aur jab biwi is wazifa ko parhne lagegi to uska shohar uski ki baat manega aur uska gulam ban jayega. Shohar ko gulam banane ka wazifa krne ka tariqa niche likha hai-
- sabse pahle aap taza wuzu bana le
- uske baad 3 martaba Darood Shariff padhe
- uske baad “Surah Bakra” Padhe
- jab ye wazifa kare tab apne shohar ka jikr apne jahan me rakhe
- ab Allah Tallah se dua kare
- ab fir se 3 martaba Darood Shariff padhe
- fir apne shohar ke chahre par dum kare
- InshaAllah aapka shohar aapka diwana ho jayega
Note :- Haiz Ke Waqt Ye Wazifa Naa Kare Aur Ye Wazifa Paak Niyat Se Kare InshaAllah Jarur Kamyabi Milegi