Har Kaam Mein Kamyabi Ke Liye Zabardast Wazifa

Har Kaam Mein Kamyabi Ke Liye Zabardast Wazifa ,” Har insaan ye chahta hai ki wo jo bhi kaam ki shuruat kare wo bade safai se apne mukaam tak pahuch jaye. Chahe wo sirf  sabzi kaat kar banana ho, agar sabzi kharab ban jati hai toh dil dukh jata hai, sochiye jab aap bade bade kadam uthate hai toh dil kitna darta hoga. Lekin jo log Allah (swt) pe yakeen karte hai jante hai ki agar wo sache dil aur neik niyat se us paak zaat se kuch mangenge toh unko zaroor milega, wo apne har kaam mein kamyabi hasil karte hai. Agar aap ko bhi apne har kaam mein kamyabi chahiye toh aap har kaam mein kamyabi ke liye zabardast wazifa parhe. Insha Allah, sare raste apne aap hi bante jayenge aur aap apni manzil pe pahuch jayenge.

Kayi baar aisa hota hai ki aap kisi bhi kaam ko karte hai toh usme rukawatein aane lagti hai aur aapko har kaam mein nuksan ho jata hai, toh aaj se hi aap kaam mein kamyabi ke liye wazifa parhe. Insha Allah, aapki tamam rukawatein apne aap hi khatam ho jayengi aur cheezein khud ba khud thik hone lagengi.

Kaam Mein Kamyabi Ka Wazifa 

Ye ek minute ka mukhtasar sa kaam mein kamyabi ka wazifa hai jo aapko aapke har kaam mein aapko kamyabi dilayega aur beech mein aane wali har takleef ko door kar dega. Agar aap koi bhi naya kaam shuru karne ja rahe hai toh aap ye soch kar pareshan na ho, ki kaam chalega ya nahi. Aap kasrat se Allah (Swt) ka ye naam parhe, aur Insha Allah, kaam mein kamyabi ke wazifa se aapke maqsad poori tarah se kamyab hoga aur koi bhi rukawat nahi ayegi.

“Al- Mutakabbiro”

المتكبر

Kayi baar aisa hota hai ki log apni hasad jalan ki wajah se aapki kamyabi pe bandish laga dete hai. Agar aapki kismat ko bhi kisi ne bandh diya hai toh aap turant humare molvi Hazrat Muhammad Ali ji se baat kare. Agar aapko apne har kaam mein pareshani aati hai aur koi bhi cheez apne mukaam tak nahi pahuch rahi toh aap zaroor se molvi Hazrat Muhammad Ali Ji. se baat kare. Insha Allah, aapki pareshani jald door hogi. WO gehrayi se aapka mudda samjhenge aur phir us hisab se aapke liye har kaam mein kamyabi ka taweez denge.

Har Kaam Mein Kamyabi Ka Zabardast Amal

Har Kaam Mein Kamyabi Ka Zabardast Amal niche diya gaya hai:

  • Shuruat mein aap 3 martaba Durood Shareef parhe.Har Kaam Mein Kamyabi Ke Liye Zabardast Amal
  • Aap rozana “Ya Allaho Ya Rehmano Ya Raheemo” 1000 martaba parhe.
  • Phir aakhir mein bhi 3 martaba Durood Shareef parhe.
  • Aur apne kaam ke liye Allah (Swt) se ro- ro kar dua kare.
  • Insha Allah, har kaam mein kamyabi ke zabardast amal ki barkat se aapka har jayaz maqsad aur kaam jald se jald poora ho jayega.
  • Iss amal ko jab tak kare jab tak aapka kaam poora na ho jaye.

Bilkul bhi pareshan na ho. Har kaam mein kamyabi ke zabardast wazifa ko aap poore yakeen aur shiddat se kare aur taweez ko bhi pehne. Beshak Allah (Swt) aapko kamyabi zaroor dega, agar aapki niyat saaf hai toh. Aur agar phir bhi rukawatein aye toh aap humare molvi Hazrat Muhammad Ali ji se iske bare mein zaroor baat kare aur turant hal jaane.

“Assalamu alaikum wa rahmatullahi wa barakatuh” (May the peace, mercy, and blessings of Allah be with you)!

3 thoughts on “Har Kaam Mein Kamyabi Ke Liye Zabardast Wazifa”

  • Asalamualikum molana shb. Mra hr kam bht buri trah nakam o jata hy plz koe hal bta dn.

  • Moulana sahab me jo bhi kaam karta hu usme nuksan ho jata hai aur jo kaam karna bhi chahu toh usme nuksan dhikhta hai maine kai molvio ko bhi dikhya par koi kaam nhi banta plz mere liye allah se dua kijiye

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Call Now ButtonMohammad Ali Khan