Apne Shohar Ko Sudharne Ka Quranic Wazifa ,” Kya aap apne shohar ki adaton aur harkaton se pareshan hai? Kya aapke shohar aapse buri tarah pesh ate hai? Kya aapke liye unka rawayya kharab hai? Kya aap apni shadi mein khush nahi hai? Agar aisa hai toh yakeenan aapko shohar ko sudharne ka wazifa parhna chahiye. Ye wazifa aapke shohar ka dil aur dimaag dono badal dega aur wo ek neik insaan ban jayenge. Ye wazifa aapke liye behad madadgaar sabit hoga aur aapke shohar ki shaksiyat poori tarah badal jayegi.
Quran Paak mein Allah (Swt) ne insaan ki har takleef ka hal bataya hai. Aap shohar ko sidha karne ka Quranic wazifa parhenge toh Insha Allah, aapke shohar poori tarah se badal jayenge. Ye aapki pareshani ka sabse asaan aur asardar hal hai. Agar aapke shohar aapke sath badilkhlaq hai aur baat baat par behes karte hai ya phir aapki choti choti baat ka bura maan jate hai toh shohar ko sudharne ka wazifa aap turant parhe.
Apne Shohar Ko Sidha Karne Ka Quranic Wazifa
Ye wazifa aap humare molvi ji se hasil kar sakte hai. Saalo ke ilm aur tajurbe ki wajah se wo aapki achi madad karenege aur Insha Allah, aapki pareshani se aapko nijaat hasil hogi. Aap unse ye majra bataye aur wo aapke liye sabse behtreen hal batayenge.
Baaz waqt miya biwi mein na-ittefaaqi badh jati hai aur shohar biwi se bura bartao karne lagta hai. Agar aapke shohar bhi aapse ladai karte hai aur apse buri tarah baat karte hai toh zaroori hai ki aap shohar ko sidha karne ka wazifa parhe. Islam aur deen mein aapko iski poori ijazat hai. Aap is wazifa ke zariye apne shohar ko sahi raste pe la sakte hai.
Agar aapke shohar aapko chodh kar kisi aur aurat mein dilchaspi lene lage hai aur wo iski wajah se aapse kate kate se rehne lage hai toh aap shohar ko siddha karne ka wazifa parhe. Ye wazifa aapke shohar ko us aurat se alag kar dega aur wo aapke pass laut ayenge. Aur Insha Allah, wok kisi aur aurat mein kabhi dilchaspi nahi lenge.
Shohar Ko Sudharne Ka Wazifa in Urdu
Shohar ko sudharne ka wazifa in Urdu niche diya gaya hai –
Is wazifa ko aap Fajr ki namaz ke baad parhe.
Surah Naziat ki ayat # 19 ko aap 101 martaba parhe “Wa Ahdiyak Illah Rabbi Fataksha”
Parhne ke baad aap ek glass pani mein dum kare aur apne shohar ko pila de.
Jab aap parhe aur dum kare toh apne shohar ka khayal apne mann mein rakhe.
Aur Allah Talah se apne shohar ko sudharne ke liye dua kare
Insha Allah, aapke shohar ka mizaaj kuch waqt mein badal jayega aur wo sudhar jayenge.
Aap shohar ko siddha karne ka Quranic wazifa tab tak parhe jab tak aapke shohar badal na jaye.
Agar aapko is wazifa se fayda na mile toh aap humare molvi ji se iske mutalik baat kare. Shohar ko sudharne ka wazifa in urdu niche likha hai:
واہڑی ‘آئی اللہ ربیعی فاٹاشہانا
Aap bina pareshan huye is wazifa ko parhe aur Insha Allah bahot jald aapko iska fayda nazar ayega.
Ashok darshna Ashok zalim shohr h darshna ko Marta h bibimar hu koi nhi sath details bhut wazifa pdhe koi koi wazifa Kam nhi Orta Ashok bht ka Hua h sure Nadia ka wazifa pdha koi asr nhi Hua sure Nadia ka wazifa pdha m binary ho national able din hi bhut bar pdha binary ho national hu Ashok pe koi duality Kam nhi krti Ashok pe Jin h koi duality Kam nhi krti Dustin Lady ko chahta h koi or wazifa btaye bhut dukhi hu mere sath five year hochuke h bolte bhi nhi h dusre room rhte h